Ya Shah e Behrobar ho karam ke nazar
Sab ki bigiri banana tera kaam hai
Thokare kha ke girna mera kaam hai
Har kadam pur uthana tera kaam hai
Tere kadmo me anaa mera kaam hai
Meri kismat jagana tera kaam hai
Meri ankho ko hai deed ki arazoo
Rukh se parda uthana tera kaam hai
Teri chaukhat kaha aur kaha yeh jabeen
Tere faizo karam ki to hadh hi nahi
Jin ko duniya mai na koi apna kahe
Unko apna banana tera kaam hai
Baara bat ta hai sultane kaunain ka
Sadqa Moula Ali sadqa Husnain ka
Sadqa khwaja piya ghause thaklayn ka
Hazari hogaye ye be inaam-e-hai
Merai dil mai teri yaad ka raaj hai
Zehn terai tassawur ka mohtaaj hai
Ek nigaahai karam hi meri laaj hai
Laaj meri nibhaana tera kaam hai
Tosha e akhirat hai sanakhan ka
Zikr karta rahai terai faizan ka
Teri naaate sunnana mera kaam hai
Sunn ke Taiba bulana tera kaam hai
Saakiya jaan qurban tere jaam par
Ho nigaahe karam apne khudaam par
Chor di hum nai kashti tere naam par
Ab kinare lagaana tera kaam hai
Faiz jaari tera ta qayamat rahe
Teri Nabiyon pe qayam imaamat rahe
Teri Mehboob chaukhat salamat rahe
Ganj rehmat lootana tera kaam hai
Pesh har aarzoo har tamanna karo
Thaamlo Jaaliyan iltijaaye karo
Maangne waalo daaman kushada karo
Pyare Aaqa ka faizo karam aam hai
Sab ki bigiri banana tera kaam hai
Thokare kha ke girna mera kaam hai
Har kadam pur uthana tera kaam hai
Tere kadmo me anaa mera kaam hai
Meri kismat jagana tera kaam hai
Meri ankho ko hai deed ki arazoo
Rukh se parda uthana tera kaam hai
Teri chaukhat kaha aur kaha yeh jabeen
Tere faizo karam ki to hadh hi nahi
Jin ko duniya mai na koi apna kahe
Unko apna banana tera kaam hai
Baara bat ta hai sultane kaunain ka
Sadqa Moula Ali sadqa Husnain ka
Sadqa khwaja piya ghause thaklayn ka
Hazari hogaye ye be inaam-e-hai
Merai dil mai teri yaad ka raaj hai
Zehn terai tassawur ka mohtaaj hai
Ek nigaahai karam hi meri laaj hai
Laaj meri nibhaana tera kaam hai
Tosha e akhirat hai sanakhan ka
Zikr karta rahai terai faizan ka
Teri naaate sunnana mera kaam hai
Sunn ke Taiba bulana tera kaam hai
Saakiya jaan qurban tere jaam par
Ho nigaahe karam apne khudaam par
Chor di hum nai kashti tere naam par
Ab kinare lagaana tera kaam hai
Faiz jaari tera ta qayamat rahe
Teri Nabiyon pe qayam imaamat rahe
Teri Mehboob chaukhat salamat rahe
Ganj rehmat lootana tera kaam hai
Pesh har aarzoo har tamanna karo
Thaamlo Jaaliyan iltijaaye karo
Maangne waalo daaman kushada karo
Pyare Aaqa ka faizo karam aam hai