Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon

Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon,
daaman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon

Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

Dhoom unki naathani ki machate jaye gai
Ya rasoolallah na nar'ah lagate jaye gai

Naathani mowt bhi hamse churah sakhti nahi
Qabr me bhi mustafa ke geet gate jaye gai

Mujh pe mowla ka karam hai
unki naatein parta hoon,
 daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon


Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

Kiyi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai
Tera zikhar karte karte yeh maakam aagaya
Jise pike shehsaadi balagal ullah pukare
Mere daast natawa me wohi jaamp aagaya hain

mujh pe mowla ka karam hai
Unki naatein parta hoon,
daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon

Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

Saadaye durood-o-ke aati rahe
Jine sun kar dil shaad hota rahe
Khuda ahle- sunnat ko aabad rake
Muhammed ka milad huta rahe ga

Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

Jitna diya sarkar ne mujh ko
Utni meri ouwkat nehi
Yeh tu karam hai unka
Verna mujh me tu assi baat nehi

Aaare goor tu kar sarkar ki tuj par
kitni haas inaayat hai
Kowsar tu hai unka sana khuwan ye mamuuli baat nehi

Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

Sine me bara hai teri naat-o ka hazaana
Aalam me lutata hoon, kamyi tere dar ki

Gham nehi choor de ye sara zamaana mujh ki
Aare mere aqa hai sine se lagane ke leye

Bahshdi naat ki dowlat mere aqa ne
Kitna piyaraa hai wasila
Sarkar ko paane ke liye

Mujh pe mowla ka karam hai
Unki naatein prat hoon,
daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon

Me sadqe ya rasoolallah
Me sadqe ya habiballah

www.naatlyrics.in

Search Lyrics

© Lyrics of Islamic Naats, Nasheeds, Manqabats, Salaams, Hamds in Urdu, Arabic, Hindi, English., AllRightsReserved.

Developed by Javed Khatri and maintained by Junaid Khatri