Peer-o ke Aap Peer hai, Ya Ghous al-Madad
Ahle Safa ke meer hai, Ya Ghous al-Madad
Ranjo alam Kaseer hai, Ya Ghous al-Madad
Hum aajozo aseer hai, Ya Ghous al-Madad
Hum kaise jee rahe hai, ye tum se kya kahe
Hum hai alam ke teer, Ya Ghous al-Madad
Tere nazar se pherdo sare alam ke teer
Kya ye alam ke teer hai, Ya Ghous al-Madad
Tere hi hath laaj hai Ya Peer-e Dastageer
Hum tere Dastageer hai, Ya Ghous al-Madad
Kis dil se ho bayanee bedade zaalima
Zaleem bare shareer hai, Ya Ghous al-Madad
Ahle Safa ne paaie tumse rahe safa
Sab tumse mustaneer hai, Ya Ghous al-Madad
Sadqa Rasool-e Paak ka jholi mein daaldo
Hum Qadri Fakeer hai, Ya Ghous al-Madad
Dil ki sunaa-e 'AKHTAR' dil ki zubaan mein
Kehte yeh behte neer hai, Ya Ghous al-Madad
www.naatlyrics.in