Haazir hai dare daulat pe gadha
Sarkar tawajjoh farmaye
Mohtaaj e nazar hai haal mere
Sarkar tawajjoh farmaye
Mai kab aane ke kaabil tha
Rehmat ne yaha tak pahuchaya
Sarkar pe tanman jaan fida
Sarkar tawajjoh farmaye
Mai karke sitam apni jaan par
Quran se jaunga padkar
Hazir hu bada sharminda sa
Sarkar tawajjoh farmaye
Aasu aasu hai fariyaad
Aur tarse karam hichki hichki
Dhadkan dhadkan deti hai sada
Sarkar tawajjoh farmaye
Ek mai hi nahi puri ummat
Sari duniya sari khalqat
Takhti hai rasta rehmat ka
Sarkar tawajjoh farmaye
Sarkar tawajjoh farmaye
Mohtaaj e nazar hai haal mere
Sarkar tawajjoh farmaye
Mai kab aane ke kaabil tha
Rehmat ne yaha tak pahuchaya
Sarkar pe tanman jaan fida
Sarkar tawajjoh farmaye
Mai karke sitam apni jaan par
Quran se jaunga padkar
Hazir hu bada sharminda sa
Sarkar tawajjoh farmaye
Aasu aasu hai fariyaad
Aur tarse karam hichki hichki
Dhadkan dhadkan deti hai sada
Sarkar tawajjoh farmaye
Ek mai hi nahi puri ummat
Sari duniya sari khalqat
Takhti hai rasta rehmat ka
Sarkar tawajjoh farmaye