Karam se unke taiba jaa raha hu
Sharaf kaisa mai ata paa raha hu
Milega fir se ramzan e madina
Ke umre ki saadat paa raha hu
Ata hogi mujhe bhi deed unki
Ye hasrat dil me lekar jaa raha hu
Do alam kha raha hai jinka sadqa
Unhi se bheek lene jaa raha hu
Unhi ke dar pe meri rooh nikle
Fakat yeh arz lekar jaa raha hu
Jo naate hind mai padhta raha hu
Wo ab unko sunane jaa raha hu
Labo se chum lunga sange aswad
Ke daage dil mitane jaa raha hu
Musalsal hazri yuh hi ata ho
Tamana arz karne jaa raha hu
Sunau haale dil ro ro ke unko
Khata e baksh waane jaa raha hu
Mile aye kaash taiba me shahadat
Tadap yeh dil me lekar jaa raha hu
Sharaf kaisa mai ata paa raha hu
Milega fir se ramzan e madina
Ke umre ki saadat paa raha hu
Ata hogi mujhe bhi deed unki
Ye hasrat dil me lekar jaa raha hu
Do alam kha raha hai jinka sadqa
Unhi se bheek lene jaa raha hu
Unhi ke dar pe meri rooh nikle
Fakat yeh arz lekar jaa raha hu
Jo naate hind mai padhta raha hu
Wo ab unko sunane jaa raha hu
Labo se chum lunga sange aswad
Ke daage dil mitane jaa raha hu
Musalsal hazri yuh hi ata ho
Tamana arz karne jaa raha hu
Sunau haale dil ro ro ke unko
Khata e baksh waane jaa raha hu
Mile aye kaash taiba me shahadat
Tadap yeh dil me lekar jaa raha hu