Kya baya ho Shane Nazmi Gulsane Barkat ki
Kuan anke Qadro qeemat is hasin saugaat ki
Arze Marehra ki raunak me laga hai char chand
Dekhiye toh nakhhate is iftitahi raat ki
Mimbar e Noor ka har zaaviya Noorani hai
Noor o Nakhat ki har ek simt farawani hai
Aap jab pahuche yaah Baabe Hasan se ho kar
Yu lage saaye figan rishtaye roohani hai
Aaj har gham pe yeh Noor sa kaisa bhikra
Sara mahaul nazar aata hai suthra suthra
Tajul Uloma se jo mansoob hua Mimbar e Noor
Noori ke fayz se har gosha hai nikhra nikhra