Yaad e Mustafa aisi bas gayi hai seene me
Jism ho kahi apna dil toh hai Madine me
Jab se mil gaya mujhko na Khuda Madine me
Li panah tufan ne khud mere safine me
Un guullo ki khusbu ka zikr karu Aaqa
Khuld bhi nahati hai aapke pasine me
Kaun se zamin unke Aashiko se khali hai
Har jagah hai parwane shama hai Madine me
Khauf na kar mehshar ka gum na kar iqba ka
Naam e Mustafa likh kar daal do safine me
Raaz yeh yakin hai ki who mujhe bulayenge
Jaane kaun se san me jaane kis mahine me