Yeh nazare yeh sab mausam
Suhaane baad me aaye
Woh pehle the magar jalwa
Dikhane baad me aaye
Khuda ke baad thi hasti
Fakat Zahra ke Baba ki
Rasoolo aur Nabiyo ke
Zamane baad me aaye
Woh nana ke zubaan ko
Choos kar sehraab the kab ke
Yazidi neher par pehra
Lagane baad me aaye
Rasool e Paak ke aagena
Na thi jurrat kisi ki bhi
Milad e Paak par fatwe
lagane baad me aaye
Sahaba saare ke saare mere
Aaqa ke aashiq the
Yeh sab munkeer yeh sab khwaarij
Lagane baad me aaye
Nabi ka Daaman e Rehmat
Pakadlo aye jahan waalo
Rahe jab tak yeh haato me
Chalan maila nahi hota
Rukh e Sarkar sa koi
Nazara ho nahi sakta
Zamane me Mohammad sa
Pyaara ho nahi sakta
Shab e Mehraaj rab bola
Yahi mehboob se milkar
Tumhara jo nahi hota
Hamara ho nahi sakta
Ho deewana Mohammad ka
Jale Naar e Jahanum me
Kisi bhi taur yeh unko
Gawara ho nahi sakta
Suhaane baad me aaye
Woh pehle the magar jalwa
Dikhane baad me aaye
Khuda ke baad thi hasti
Fakat Zahra ke Baba ki
Rasoolo aur Nabiyo ke
Zamane baad me aaye
Woh nana ke zubaan ko
Choos kar sehraab the kab ke
Yazidi neher par pehra
Lagane baad me aaye
Rasool e Paak ke aagena
Na thi jurrat kisi ki bhi
Milad e Paak par fatwe
lagane baad me aaye
Sahaba saare ke saare mere
Aaqa ke aashiq the
Yeh sab munkeer yeh sab khwaarij
Lagane baad me aaye
Nabi ka Daaman e Rehmat
Pakadlo aye jahan waalo
Rahe jab tak yeh haato me
Chalan maila nahi hota
Rukh e Sarkar sa koi
Nazara ho nahi sakta
Zamane me Mohammad sa
Pyaara ho nahi sakta
Shab e Mehraaj rab bola
Yahi mehboob se milkar
Tumhara jo nahi hota
Hamara ho nahi sakta
Ho deewana Mohammad ka
Jale Naar e Jahanum me
Kisi bhi taur yeh unko
Gawara ho nahi sakta