Aane waalo yeh toh batao Sheher e Madina kaisa hai
Sar unke qadmo me rakh kar jukh kar jeena kaisa hai
Ghumbad e Khazra ke saaye me baith ke tum toh aaye ho
Uss saaye me Rab ke aage sajda karna kaisa hai
Dil aankhe aur rooh tumhari lagti hai Sehraab mujhe
Dar pe unke baith ke zamzam peena kaisa hai
Deewano aankho se tumhari itna pooch toh lene do
Waqt e Dua Roaze pe unke aansu bahana kaisa hai
Waqt e Rukhsat dil ko apne chorr waha tum aaye ho
Yeh batlaao Ishrat unke dar se bicharna kaisa hai