Makkah Madina dur hai
Jaana zarur hai
Mere Aaqa ka noorani dar kitna suhana
Subah ma-saam ate hai farishte
Is dar par rozana
Kya khub noor hai
Woh din maula jald dikhaye
Jab dekhu madina
Mere aaqa ke jalwo se
Ho purnoor seena
Jalwo ka toor hai
Maula dil ka zang chudade
Tu zikro durood se
Bakshish ki shaugaat mai pau
Darbaare huzoor se
Maula gafur hai
Kash tumhare dar pe pada ho
Yeh Rizwan tumhara
Dono jahan mai siwa tumhare
Koi nahi hai sahara
Yehi shaur hai
Jaana zarur hai
Mere Aaqa ka noorani dar kitna suhana
Subah ma-saam ate hai farishte
Is dar par rozana
Kya khub noor hai
Woh din maula jald dikhaye
Jab dekhu madina
Mere aaqa ke jalwo se
Ho purnoor seena
Jalwo ka toor hai
Maula dil ka zang chudade
Tu zikro durood se
Bakshish ki shaugaat mai pau
Darbaare huzoor se
Maula gafur hai
Kash tumhare dar pe pada ho
Yeh Rizwan tumhara
Dono jahan mai siwa tumhare
Koi nahi hai sahara
Yehi shaur hai