Hai zikr mere lab par har subah shaam tera
Mai kya hu saari khalkhat leti hai naam tera
Har cheez ka tu naazir har har maka me haazir
Zaahir me hai agarche Taiba makaam tera
Jab qabr me farishte puchenge tu hai kiska
Nikle meri zaban se Ya Shaha naam tera
Noorani jaaliyo me tashrif rakhne waale
Tadpa kare kaha hindi gulaam tera
Chauthe falak pe Isa aur tuur par the Musa
Kursiya Arshse hai baala makaam tera
Kya khoob ho jo mujhse aakar saba yeh kehde
Pahucha diya hai maine Shaha ko salaam tera
Aay lambe lambe haatho se bheek dene waale
Mujhko bhi koi tukda juudo aam tera
Woh din Khuda dikhaye tujhko Jamil e Razvi
Ho jaye un ke dar pe kissa tamam tera