Farsh pe rehkar Arsh pe jaana sabke bas ki baat nahi hai
Jaake Khuda ko dekh ke aana sabke bas ki baat nahi hai
Fakr se boli Dai Halima godh me lekar Aaqa ko
Aamina Bi ke laal ko paana sabke bas ki baat nahi hai
Ijah sehkar haste haste bole Bilal Aaqa se yu
Ishq e nai me kode khaana sabke bas ki baat nahi hai
Karke ishaara mere nabi ne chand ki tukde farmaya
Duba suraj ko paltana sabke bas ki baat nahi hai
Jaan e Mubarak ko khatre me daal ki Ishq e Ahmed me
Saap ki bil me aaydi rakhna sabke bas ki baat nahi hai
Mera Alauddin Hai Sabir bole sabse Baba Farid
Bhukha rehkar khana khilana sabke bas ki baat nahi hai
Yu toh taranum ke maahir hai laakho Shakir duniya me
Jhoom ke aisa naat sunana sabke bas ki baat nahi hai