Pul se utaro raahe guzar ko khabar na ho
Jibrail par bichaye to par ko khabar na ho
Kata mere jigar ka game rozgaar se
Yu khinch lijiye ke jigar ko khabar na ho
Aisa ghuma de unki vila me Khuda hame
Dhunda kare par apni khabar ko khabar na ho
Kehti thi yeh Buraaq se uski subuk rawi
Yu jaaiye ki garde safar ko khabar na o
Unke siwa Raza koi Haami nahi jaha
Guzra kare pisar pe pidar ko khabar na ho