Har nazar kanp utthegi maheshar ke din
Khauf se har kaleja dehel jaayega
Par ye naaz un ke bande ka dekhenge sab
Thaamkar unka daaman machal jaayenga
Maujh takra ke hum se chalee jayegi
Rukh mukhalif hava ka badal jaayega
Jab ishaara karenge wo naa khuda
Apna bera bhanvar se nikal jaayega
Yuu to jeeta hu hukme khuda se magar
Mere dil ki hai unko yaqinann khabar
haasile zindagi hoga wo din mera
Unke kadmon mein jab dam nikal jaayega
Rabbi sallim wo farmaane wale mile
Kyun satate hai eh dil Tujhe waswase
Pul se ghuzrenge hum vajd karte huwein
Kaun kehta hai paau fisal jayega
Akhtare khasta kyun itna beychen hai
Tera aaqa shehenshahe kaunain hai
Lou laga to sahin shahe laulaaq se
gham masarrat ke saanche me dhal jayenga
www.naatlyrics.in
Khauf se har kaleja dehel jaayega
Par ye naaz un ke bande ka dekhenge sab
Thaamkar unka daaman machal jaayenga
Maujh takra ke hum se chalee jayegi
Rukh mukhalif hava ka badal jaayega
Jab ishaara karenge wo naa khuda
Apna bera bhanvar se nikal jaayega
Yuu to jeeta hu hukme khuda se magar
Mere dil ki hai unko yaqinann khabar
haasile zindagi hoga wo din mera
Unke kadmon mein jab dam nikal jaayega
Rabbi sallim wo farmaane wale mile
Kyun satate hai eh dil Tujhe waswase
Pul se ghuzrenge hum vajd karte huwein
Kaun kehta hai paau fisal jayega
Akhtare khasta kyun itna beychen hai
Tera aaqa shehenshahe kaunain hai
Lou laga to sahin shahe laulaaq se
gham masarrat ke saanche me dhal jayenga
www.naatlyrics.in