Apni nisbat se mai kuch nahi hu
Is karam ki badaulat bada hu
Unke tukdo se ehzaz pakar
Tajdaaro ki saf me khada hu
Is karam ko magar kya kahoge
Maine maana mai sabse bura hu
Jo buro ko samete huye hai
Unke kadmo me mai bhi pada hu
Dekhne walo mujh ko na dekho
Dekhna hai agar toh yeh dekho
Kiske daman se wabasta hu mai
Kaun waali hai kiska gadha hu
Dekhta hu jab unki ataaein
Bhul jata hu apni khataye
Sar na damat se uthta nahi
Jab mai apni taraf dekhta hu
Ya nabi apne gham ki kahani
Keh sakunga apni zubani
Bin kahe hi meri laaj rakhlo
Mai sisakti huyi iltija hu
Is karam ki badaulat bada hu
Unke tukdo se ehzaz pakar
Tajdaaro ki saf me khada hu
Is karam ko magar kya kahoge
Maine maana mai sabse bura hu
Jo buro ko samete huye hai
Unke kadmo me mai bhi pada hu
Dekhne walo mujh ko na dekho
Dekhna hai agar toh yeh dekho
Kiske daman se wabasta hu mai
Kaun waali hai kiska gadha hu
Dekhta hu jab unki ataaein
Bhul jata hu apni khataye
Sar na damat se uthta nahi
Jab mai apni taraf dekhta hu
Ya nabi apne gham ki kahani
Keh sakunga apni zubani
Bin kahe hi meri laaj rakhlo
Mai sisakti huyi iltija hu