Ghar ghar har gali me
Gunji hai sadaein marhaba
Jhanda uthake har koi
Kehta hai marhaba
Milad ke mele saje
Aashiq sabhi khush ho gaye
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Jashne wiladat ki raunak pe yaaro
Marte hai sunni marte rahenge
Apne nabi ki azmat ka charcha
Karte hai sunni karte rahenge
Bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Mausam kuch aisa sardi ho fir bhi
Mai toh manau jashne wiladat
Shehro me ghum ghum gau mai jau jau
Mai toh manau jashne wiladat
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Safro gazar me gaadi me bus me
Hu rail me ya paidal chalu mai
Ishqe Nabi ka jhanda uthaye
Zikre Mohammed karta rahu mai
Bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Galiyo mohallo me khushiya hi khushiya
Jalse juluso me anfar barse (Please verify this line!)
Aamad ki naate ghar ghar me gunji
Aaye Mohammed ,sarkar aaye
Milad rally mehdood karna
Chaho toh fir bhi kar nahi sakte
Hum rallyon ki karna hifazat
Khud jante hai dar nahi sakte
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Hum se yeh kaape tehsar aur kisra
Daudaye hum ne dariya me ghode
Aye kafiro tum takkar na lena
Hum saari duniya me faile huye hai
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Wo din bhi aaye Allah ke ghar me
Hum bhi Ujagar mehfil sajaye
Jaaye wiladat se mashal utha kar
Aamad ki Makke me dhoome machaye
Hathiyaar jinke haatho me honge
Unko mohabbat ka paigam dunga
Mai inquilabi jasbe se yaaro
Naate nabi ki padta rahunga
Gunji hai sadaein marhaba
Jhanda uthake har koi
Kehta hai marhaba
Milad ke mele saje
Aashiq sabhi khush ho gaye
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Jashne wiladat ki raunak pe yaaro
Marte hai sunni marte rahenge
Apne nabi ki azmat ka charcha
Karte hai sunni karte rahenge
Bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Mausam kuch aisa sardi ho fir bhi
Mai toh manau jashne wiladat
Shehro me ghum ghum gau mai jau jau
Mai toh manau jashne wiladat
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Safro gazar me gaadi me bus me
Hu rail me ya paidal chalu mai
Ishqe Nabi ka jhanda uthaye
Zikre Mohammed karta rahu mai
Bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Galiyo mohallo me khushiya hi khushiya
Jalse juluso me anfar barse (Please verify this line!)
Aamad ki naate ghar ghar me gunji
Aaye Mohammed ,sarkar aaye
Milad rally mehdood karna
Chaho toh fir bhi kar nahi sakte
Hum rallyon ki karna hifazat
Khud jante hai dar nahi sakte
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Hum se yeh kaape tehsar aur kisra
Daudaye hum ne dariya me ghode
Aye kafiro tum takkar na lena
Hum saari duniya me faile huye hai
Are bacche bade yeh kehne lage
Mai toh miladi hu
Wo din bhi aaye Allah ke ghar me
Hum bhi Ujagar mehfil sajaye
Jaaye wiladat se mashal utha kar
Aamad ki Makke me dhoome machaye
Hathiyaar jinke haatho me honge
Unko mohabbat ka paigam dunga
Mai inquilabi jasbe se yaaro
Naate nabi ki padta rahunga