Meri aarzoo Muhammad
Meri justuju Madina
Mai Gadha e Mustafa hu
Meri azmate na pucho
Mujhe dekh kar jahannam
Ko bhi aa gaya pasina
Mujhe dushmano na chedo
Mera koi hai jaha me
Mai abhi pukaar lunga
Nahi dur hai Madina
Mai Mareez e Mustafa hu
Mujhe chedo na tabibo
Meri zindagi jo chaho
Mujhe le chalo Madina
Mere dubne me baaki
Na koi kasar rahi thi
Kaha Almadad Muhammad
Toh ubhar gaya safina
Siwa is ke mere dil me
Koi aarzoo nahi hai
Mujhe maut bhi jo aaye
Toh ho saamne Madina
Kabhi aye Shakil dil se
Na mite Khayaal e Ahmed
Isi aarzoo me marna
Isi aarzoo me jeena
Meri justuju Madina
Mai Gadha e Mustafa hu
Meri azmate na pucho
Mujhe dekh kar jahannam
Ko bhi aa gaya pasina
Mujhe dushmano na chedo
Mera koi hai jaha me
Mai abhi pukaar lunga
Nahi dur hai Madina
Mai Mareez e Mustafa hu
Mujhe chedo na tabibo
Meri zindagi jo chaho
Mujhe le chalo Madina
Mere dubne me baaki
Na koi kasar rahi thi
Kaha Almadad Muhammad
Toh ubhar gaya safina
Siwa is ke mere dil me
Koi aarzoo nahi hai
Mujhe maut bhi jo aaye
Toh ho saamne Madina
Kabhi aye Shakil dil se
Na mite Khayaal e Ahmed
Isi aarzoo me marna
Isi aarzoo me jeena