Mujhe aap ne bulaya yeh karam nahi toh kya hai
Mera martaba badaya yeh karam nahi toh kya hai
Mai garmi ki dhoop me jab tera naam leke nikla
Mila rehmato ka saaya yeh karam nahi toh kya hai
Mujhe jab bhi gham ne ghera mera saath sab ne choda
Tu mei madad ko aaya yeh karam nahi toh kya hai
Mai bhatak ke reh gaya tha kahi aur beh gaya tha
Mujhe rasta dikhaya yeh karam nahi toh kya hai
Yeh sharaf bada sharaf hai tera rukh meri taraf hai
Mujhe naatkhwan banaya yeh karm nahi toh kya hai
Dar e Mustafa se anjum me khud aa gaya mera dil
Kabhi laut kar na aaya yeh karam ahi toh kya hai