Dil me Hubb e Mustafa lab par Sana e Mustafa
Isse badhkar aur kya hogi Ataa e Mustafa
Seekh me Siddiq se hum nisaari ka sabak
Aankho ne dekha nahi aisa Fida e Mustafa
Yeh sharf haasil hai Aaqa aap ki zaat ke
Arsh par pahucha nahi koi Siwa e Mustafa
Hasr tak kayam rahegi Ahle Sunnat ki bahar
Taazgi milti rahegi zere Saaye Mustafa
Bas yeh Sunni Dawate Islami ka paigam hai
Ho sarapa zindagi apni Ada e Mustafa
Raai ka dana hai junke ru baru dono jaha
Dekh me najdi zara shaan Gadha e Mustafa
Bas isi ummid par ehjaaz hai hai saas hai
Ab bulaye ab bulay ab bulaye Mustafa