Sarkar tere aane se gulshan me bahare aayi
Tere noor se pyaare Aaqa aalam me hai roshani chaai
Jab jalwa fagan huye Aaqa sajde me jhuka tha Kaaba
Aye Aamina kaisi teri kismat kya khoob Khuda ne banayi
Jalwo se tumhare Aaqa faili hai Noor ki kirne
Khurshid wa Qamar ne Aaqa tum se hi ziya hai paayi
Khud Rehmat e Aalam kehkar bheja hai Khuda ne yeh Rahbar
Laula kalima ki khaatir duniya yeh khuda ne banayi
Hum kyu na manaye yeh din hame hukm diya hai Khuda ne
Isi roz ki sadqe humne imaan ki daulat paayi