Aamina ka pyaara hai godh me Halima ke
Dukhiyo ka sahara hai godh me Halima ke
Duudh bhi jo bachpan me munsafi se pita tha
Woh nabi hamara hai godh me Halima ke
Ab na koi bhatkega gumrahi ke sehra me
Noor ka minara hai godh me Halima ke
Apni hi tajalli ko ruup deke Ahmed ke
Rab ne yeh utara hai godh me Halima ke
Apni Chaadar e Isiya badh ke dhulwaye Muhammad
Rehmato ka dhara hai godh me Halima ke
Padte hi nazar rukh par dil durood padhta hai
Kya hasin nazara hai godh me Halima ke
Dukhiyo ka sahara hai godh me Halima ke
Duudh bhi jo bachpan me munsafi se pita tha
Woh nabi hamara hai godh me Halima ke
Ab na koi bhatkega gumrahi ke sehra me
Noor ka minara hai godh me Halima ke
Apni hi tajalli ko ruup deke Ahmed ke
Rab ne yeh utara hai godh me Halima ke
Apni Chaadar e Isiya badh ke dhulwaye Muhammad
Rehmato ka dhara hai godh me Halima ke
Padte hi nazar rukh par dil durood padhta hai
Kya hasin nazara hai godh me Halima ke