Jab door se Majisd ke Minaar nazar aaye
Mujhrim ko rihai ke aasar nazar aaye
Maghroor ko Taiba me kuch bhi na nazar aaya
Miskeen ko har jaanib anwaar nazar aaye
Deedar e Makka ka toh milta hai sharaf Ya Rab
Ek roz Maki ke bhi deedar nazar aaye
Milti hai jinhe masti saaqi ki nihaho se
Maykhaane me aise bhi maykhwaar nazar aaye
Barkat me Taiba ki yeh badi barkat
Maail ba Karam har dam sarkar nazar aaye
Taiba ke siva humne Mirza jo jaha dekha
Kuch khooye se kuch bimaar nazar aayea