Salam aye Aamna ke laal
Aye Mehboob e Saubhani
Salam aye Fakhre maujudaat
Fakhre nooye insani
Salam aye Zille Subhani
Aye Noor e Yazdani
Tere Nakshe kadam hai
Zindagi ki lohe peshani
Tere aane se raunak aa gayi
Gulzar e Hasti me
Sharike haal qismat ho gaya
Fazl e Rabbani
Teri surat teri seerat
Tera naksha tera jalwa
Tabassum guftagu banda
Nawazi khanda peshani
jami ka gosha gosha
Noor se mamur ho gaya
Tere pasto se mil jaye
Har ek jarah ko tabani
Hafiz e Benwa bhi hai
Gadha e Kucha e Ahmed
Akidat se jabi teri
Murawat se hai Noorani
Tere dar ho mera sar
ho mera dil ho tera ghar ho
Tamanna mukhtasar si hai
Magar tamhid tulaani
Salam aye aatishe
Zanjeer e Baatil todne wale
Salam aye khaak ke tute huye
Dil jodne wale
Aye Mehboob e Saubhani
Salam aye Fakhre maujudaat
Fakhre nooye insani
Salam aye Zille Subhani
Aye Noor e Yazdani
Tere Nakshe kadam hai
Zindagi ki lohe peshani
Tere aane se raunak aa gayi
Gulzar e Hasti me
Sharike haal qismat ho gaya
Fazl e Rabbani
Teri surat teri seerat
Tera naksha tera jalwa
Tabassum guftagu banda
Nawazi khanda peshani
jami ka gosha gosha
Noor se mamur ho gaya
Tere pasto se mil jaye
Har ek jarah ko tabani
Hafiz e Benwa bhi hai
Gadha e Kucha e Ahmed
Akidat se jabi teri
Murawat se hai Noorani
Tere dar ho mera sar
ho mera dil ho tera ghar ho
Tamanna mukhtasar si hai
Magar tamhid tulaani
Salam aye aatishe
Zanjeer e Baatil todne wale
Salam aye khaak ke tute huye
Dil jodne wale