Waqf Nazmi ka qalam jab Naat e Sarwar me hua
Naam shaamil Hazrate Hassan ke daftar me hua
Syeda Zehra Ali Hasnain Jannat pa gaye
Mojiza ye Mustafa ki paak chadar me hua
Poocha suraj se ki tujh ko roshni kisse mili
Bola Khurshid e Risalat se munawwar me hua
Itna sun kar bol utha Gulistan me ye gulab
Haan Paseene se Muhammad ki muattar me hua
Dukhti aankhe theek aur dushman ki fauje past ho
Murtaza per yeh karam wadiye khaibar me hua
Mustafa ke husn ka jab jab hua fazlo karam
Noor ka izhaar tab tab maaho akhtar me hua
Syedus Saadaat they Maula Ali Mushkil kusha
Khandan e Mustafa Shabbir o Shabbar me hua
Tujh ko hai maa ki dua aur tere Murshid ka karam
Nazmi tera naam uncha Naat e Sarwar me hua