Karam ke baadal baras rahe hai
Dilo ki kheti hari bhari hai
Yeh kaun aaya ke zikr jiska
Nagar nagar hai gali gali hai
Yeh kaun ban kar qaraar aaya
Ye kaun Jaan e Bahaar aaya
Gulo ke chehre hai nikhre nikhre
Kali kali me shaguftagi hai
Diye dilon ke jalaaye rakhna
Nabi ki mehfil sajaaye rakhna
Jo Rahat e Dil sukoon e Jaan Hai
Wo Zikr Zikr e Mohammadi Hai
Nabi ko apna khuda na maano
Magar khuda se juda na jano
Hai ahle Imaan ka yeh aqeeda
Khuda khuda hai nabi nabi hai
Na maango duniya ke tum khazeene
Chalo niyazi chale Madine
Ke baadshahi se badh ke pyaare
Nabi ke dar ki gada gari hai
Dilo ki kheti hari bhari hai
Yeh kaun aaya ke zikr jiska
Nagar nagar hai gali gali hai
Yeh kaun ban kar qaraar aaya
Ye kaun Jaan e Bahaar aaya
Gulo ke chehre hai nikhre nikhre
Kali kali me shaguftagi hai
Diye dilon ke jalaaye rakhna
Nabi ki mehfil sajaaye rakhna
Jo Rahat e Dil sukoon e Jaan Hai
Wo Zikr Zikr e Mohammadi Hai
Nabi ko apna khuda na maano
Magar khuda se juda na jano
Hai ahle Imaan ka yeh aqeeda
Khuda khuda hai nabi nabi hai
Na maango duniya ke tum khazeene
Chalo niyazi chale Madine
Ke baadshahi se badh ke pyaare
Nabi ke dar ki gada gari hai