Maraz e ishq ka bimaar bhi kya hota hai
Jitni karta hai dawa dard siwa hota hai
Jis ka haami woh Shah e Hard o Sara hota hai
Kaid o bande do jahaan se woh riha hota hai
Unka irshad hai irshad Khuda band jahaan
Yeh wahi kehte hai joh Rab ka kaha hota hai
Palla neki ka ishare se badha dete hai
Jab karam banda nawazi se tulah hota hai
Humne yuh Sham e Risalat se lagayi hai hai lau
Sab ki jholi me toh unhi ka diya hota hai
Aisi Sarkar hai bharpur jaha se le le
Roaz ek mela naya dar pe laga hota hai
Dono haatho se luta te hai khazana lekin
Jitna khali kare utna hi bhara hota hai
Bekaso bebaso beyaaro madadgaar joh ho
Aap ke dar se Shaha sab ka bhala hota hai
Aap mehboob hai Allah ke aise mehboob
Har mohib aap ka Mehboob e Khuda hota hai
Jis gali se tu guzar ta hai mere Jaan e Jina
Zarra zarra teri khusboo se basa hota hai
Kab Ghul e Taiba ki khusboo se basenge Dil o Jaan
Dekhiye kab Karam e Baad e Saba hota hai
Daag e Dil me jo maza paaya hai Noorie tumne
Aise duniya ki kisi shay me maza hota hai