Ya Nabi sab karam hai tumhara
Yeh joh waare niyare huwe hai
Ab kami ka tasawwur bhi kaisa
Jab se mangte tumhare huwe hai
Koi muh na lagata tha hum ko
Paas tak na bithata tha hum ko
Jab se thama hai daaman tumhara
Duniya waale hamare huwe hai
Unke darbar se jab bhi maine
Panjatan ke waseele se manga
Mujh ko khairaat fauran mili hai
Khoob mere guzaare huwe hai
Door hone ko ab hai yeh doori
Unki chaukhat pe hogi huzoori
Khwaab me mujh ko Aaqa ke dar se
Haazri ke ishare huwe hai
Hashr ke roaz jab mere Aaqa
Ummati ki shifa`at karenge
Rab kahega unhe maine baksha
Joh deewane tumhare huwe hai
Chahte ho agar neyk naami
Aal e Zahra ki kar lo ghulaami
Unke sadqe se zaahid niyaazi
Poor sukoon gum ke maare huwe hai
Yeh joh waare niyare huwe hai
Ab kami ka tasawwur bhi kaisa
Jab se mangte tumhare huwe hai
Koi muh na lagata tha hum ko
Paas tak na bithata tha hum ko
Jab se thama hai daaman tumhara
Duniya waale hamare huwe hai
Unke darbar se jab bhi maine
Panjatan ke waseele se manga
Mujh ko khairaat fauran mili hai
Khoob mere guzaare huwe hai
Door hone ko ab hai yeh doori
Unki chaukhat pe hogi huzoori
Khwaab me mujh ko Aaqa ke dar se
Haazri ke ishare huwe hai
Hashr ke roaz jab mere Aaqa
Ummati ki shifa`at karenge
Rab kahega unhe maine baksha
Joh deewane tumhare huwe hai
Chahte ho agar neyk naami
Aal e Zahra ki kar lo ghulaami
Unke sadqe se zaahid niyaazi
Poor sukoon gum ke maare huwe hai