All for Joomla All for Webmasters

LYRIC

Kya shaan hai tumhari
Ahmed Kabeer Rifaayi
Kya shaan tune paayi
Ahmed Kabeer Rifaayi
Daste karam ka bosa
Tujh ko mila yaqeenan
Nahi ye suni sunaayi
Ahmed Kabeer Rifaayi
Teri karaamaton ka
Hai zahoor ab bhi aisa
Hairaan hai khudaayi
Ahmed Kabeer Rifaayi
Use kya garaz ho Aaqa
Shahi se Saltanat se
Jo kare teri gadaayi
Ahmed Kabeer Rifaayi
Charo taraf se ghera
Ranj o Alam ne mujh ko
Lillah karam duhaayi

Ahmed Kabeer Rifaayi


ADVERTISEMENT