Karam Karam Maula Lyrics By Qari Rizwan

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........
Tu badshah mai ik gadha
Tu rakh bharam maula
Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Tu Kareem hi Jo Thehra
To Karam Ke Kiya Thikane
Tu Nawazne Pe Aaye
To Nawaz De Zamane
Tu Badshsah mai ik gadha
Tu rakh bharam Maula
Kar karam karam Maula

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Chidiyon Main Bulbulon Main
Har Dam Tere Tarane
Har Aik ki Zuban Par
Maula Tere Fasaane
Tu Badshsah mai ik gadha
Tu rakh bharam Maula
Kar karam karam Maula

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Meri Jabeen ke Ander
Sajde Machal Rahe Hain
Aoon Tere Haram Main
Sar-e-Bandgi Jhukane
Tu Badshsah mai ik gadha
Tu rakh bharam Maula
Kar karam karam Maula

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Tu Afoo Hai Afw Farma
Hai Raheem Reham Farma
Dhoonde Hai Teri Rehmat
Bakhshish ke 100 Bahane
Tu Badshsah mai ik gadha
Tu rakh bharam Maula
Kar karam karam Maula

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Asrar Tu Sikha de
Yeh Jaan Le Ujagar
Hikmat me Teri kiya Kiya
Posheeda Hain Khazane.
Tu Badshsah mai ik gadha
Tu rakh bharam Maula
Kar karam karam Maula

Karam karam karam karam karam karam Maula
Kar karam karam Maula..........

Search Lyrics

© Lyrics of Islamic Naats, Nasheeds, Manqabats, Salaams, Hamds in Urdu, Arabic, Hindi, English., AllRightsReserved.

Developed by Javed Khatri and maintained by Junaid Khatri