Hum Sab Ko Madine Bulana Naat Lyrics

Sarkar mere ho jaye nazar
Ek baar karam farmana
Hum sab ko madine bulana

Haazir ho dar e Aqdas pe gadha
Sarkar bulaye kadmo me
Mohtaaj pe ho rehmat ki rida
Sarkar bulaye kadmo me

Sarkar mere ho jaye nazar
Ek baar karam farmana
Hum sab ko madine bulana

Sarkar judai me jinki
Aankhon se dariya behta hai
Sadqa un bhigi palko ka
Sarkar bulaye kadmo me

Sarkar mere ho jaye nazar
Ek baar karam farmana
Hum sab ko madine bulana

Din raat guzarte jaate hai
Aaya na bulawa mere naam
Shehr e Taiba ki dekhu faza
Sarkar bulaye kadmo me

Sarkar mere ho jaye nazar
Ek baar karam farmana
Hum sab ko madine bulana

Aaunga Ujager kadmo me
Phir chulunga mai Arsh e Bari
Ho jayenge mere arzo sama
Sarkar bulaye kadmo me

Sarkar mere ho jaye nazar
Ek baar karam farmana
Hum sab ko madine bulana

Search Lyrics

© Lyrics of Islamic Naats, Nasheeds, Manqabats, Salaams, Hamds in Urdu, Arabic, Hindi, English., AllRightsReserved.

Developed by Javed Khatri and maintained by Junaid Khatri