Yaa Gaus e Azam Almadad
Yaa Shaah e Jeelaan Almadad
Yaa Gause Azam Almadad
Yaa Shaahe Jeelaan Almadad
Jis noor se roshan huye
Yeh sab zameeno aasmaan
Taiba se Taa Bagdaad hai
Woh Noor e Nisbat Zoofishaan
Tu Muhuddeen Tu Khutbe Deen
Tu Haamiye Deen e Mateen
Har dil aqeedat se bhara
Teri taraf sajda kunaan
Tera qadam waliyo ke sar
Teri wilayat Sar Ba Sar
Roohaaniyat me har taraf
Tera hi sikka hai rawaan
Tune Mureedi Laa Takhaf
Keh kar tasalli hum ko di
Tera sahaara hai bada
Aye Haamiye Tar Daamanaan
Hai silsila tera qawi
Nisbat teri aali rahi
Khutbe tere Mash hoor hai
Teri karamat hai ayaan
Dede mere daata mujhe
Sadqa Hussain e Paak ka
Wus`at de mere Ilm ko
Maaninde Anjum Kehkashaan
Aaya tere darbaar me
Nazmi joh beta hai tera
aIss par karam ho
Aye Shaha Qutbe Madaare Inso Jaan
Yaa Shaah e Jeelaan Almadad
Yaa Gause Azam Almadad
Yaa Shaahe Jeelaan Almadad
Jis noor se roshan huye
Yeh sab zameeno aasmaan
Taiba se Taa Bagdaad hai
Woh Noor e Nisbat Zoofishaan
Tu Muhuddeen Tu Khutbe Deen
Tu Haamiye Deen e Mateen
Har dil aqeedat se bhara
Teri taraf sajda kunaan
Tera qadam waliyo ke sar
Teri wilayat Sar Ba Sar
Roohaaniyat me har taraf
Tera hi sikka hai rawaan
Tune Mureedi Laa Takhaf
Keh kar tasalli hum ko di
Tera sahaara hai bada
Aye Haamiye Tar Daamanaan
Hai silsila tera qawi
Nisbat teri aali rahi
Khutbe tere Mash hoor hai
Teri karamat hai ayaan
Dede mere daata mujhe
Sadqa Hussain e Paak ka
Wus`at de mere Ilm ko
Maaninde Anjum Kehkashaan
Aaya tere darbaar me
Nazmi joh beta hai tera
aIss par karam ho
Aye Shaha Qutbe Madaare Inso Jaan