Hum ko Taiba me bulalo Shahe Jamani
Dil ki hasrat yeh nikalo Shahe Jamani
Shahe Jamani maula Makki Madani
Hum ko Taiba me bulalo Shahe Jamani
Nagar nagar aur dagar dagar phirta hu maara
Mujh dukiyaa ko is duniya me koi nahi sahara
Tum hi seene se lagalo Shahe Jamani
Hum ko Taiba me bulalo Shahe Jamani
Jo bhi pahucha tumhare dar par lauta kabhi na khali
Har mangte ki jholi tumne Rehmat se bhar daali
Tum ho aise hi dayalu Shahe Jamani
Hum ko Taiba me bulalo Shahe Jamani
Hariyale Gumad ka manzar Jannat se bhi pyara
Kaabe ka Kaaba Rauza hai pyare nabi tumhara
Jaali Rauze ki dikha do Shahe Jamani
Hum ko Taiba me bulalo Shahe Jamani
Dua karo sab milkar ki Shahbaz Madine jaye
Jaakar yeh Darbar e Nabi me apne sees navaye
Kehna qadmo me sulalo Shahe Jamani
Hum ko taiba me bulalo Shahe Jamani