Peero ka peer hai raushan zameer hai
Baghdad wala dulha sabka dastagir hai
Nabi ke noor se pur noor unka seena hai
Isiliye unhe raushan zameer Kehte hai
Ghulame Gaus hai aazad kar diya tujhko
Yeh mujhse kabr me Munkar Nakeer kehte hai
Peero ka peer hai raushan zameer hai
Baghdad wala dulha sabka dastagir hai
Na mai hukumat mangu taaje shahi na mangu
Mangu toh kiske dar se tera fakeer ho ke
Gaus sakhawat teri sabse benazeer hai
Peero ka peer hai raushan zameer hai
Baghdad wala dulha sabka dastagir hai
Mehboobe subhani hai Kindil e Noorani hai
Woh hai aaqa ke pyaare Maula Ali ke taare
Dilbar Zahra ka zille Shabbar o Shabbir hai
Peero ka peer hai raushan zameer hai
Baghdad wala dulha sabka dastagir hai
De de Khwaja ka sadqa Ahmed Raza ka sadqa
Mujhko apna banale daaman me tu chupa le
Sunni Dawate Islami teri aseer hai