Mujrim huwa hai haazir jaali ke saamne
Nazre Karam ho naazir jaali ke saamne
Jurm o Gunah mere hadh se siwa toh kya gum
Bulwa liya hai aakhir jaali ke saamne
Hasnain ke tasadduq qismat chamak gayi ab
Mangte huwe joh haazir jaali ke saamne
Banjaye uski bigri jiss par nazar hai daali
Iss waaste hu haazir kal jaali ke saamne
Kyu kar phiroo mai dar dar jab tera ghadaagar
Mangta hu aa gaya phir jaali ke saamne
Maqbool hogi beshak har ek duaein teri
Maangi hai joh bhi Shakir jaali ke saamne