Kiske chehre me yeh Khurshid utar aaya hai
Naqshe Noor e Khuda kis maathe ubhar aaya hai
Nehmate baant ka Qasim woh jidhar aaya hai
Rehmate Rab ka Qalamdan udhar aaya hai
Kufrzaro me jalata hua Imaan ka chirag
Woh Quraishi Madani Makki Bashar aaya hai
Dekhne me woh Bashar hai magar hai Khair e Bashar
Khaliqul Khalq ka woh Noor e Nazar aaya hai
Uski ankho ki Sa’adat ka ka toh kehna hi kya
Zyarat e Rauza e Sarkar jo kar aaya hai
Khwabe Mehboob idhar Doobta Suraj udhar
Yaad nazmi mujhe woh deedh tera aaya hai